Collection of Attitude Shayari for girls and boys
Attitude to apna khandaani hai
Par tu mere dil ki Raani hai
Isiliye to kahta hun ki Maan ja
Warna apni to lakhon Deewani hain
Itna Attitude na dikha Kyunki
Zindagi mein taqdeer badalti rahti hai
Sheesha wahin rahta hai par
Tasweer badalti rahti hai
Maana ki Tu kisi Raani se kam nahi
Lekin wo Raani ye kya jiske Raaja hum nahi
Arz kiya hai... Kis kis ka naam lein Haseen to bahut hain duniya me Dil to wohi hai Bas waqt guzarta gaya Chehre badalte rahe -By DK